Posts
सफल होना है तो यह बातें ध्यान रखना || motivation speech || heart touchin...
- Get link
- X
- Other Apps
हमारी अधूरी कहानीP2....😘😘😘
- Get link
- X
- Other Apps
Ek to usase baate karna or dusri cheej jab wo cute si smile karti thi tab esa lagta tha ki wo smile karti rahe or me use dekhta rahu achanak ek din use lene ke liye uske papa ka phone aa jata hai jisase wo bahut khush hoti hai. uske dusre din saturday ko wo aane wale the us din wo bahut udas thi. lekin us din me kuchh kam ki wajah se bahar tha. Jab me aaya to usne mujhe bulaya or kaha mujhe apse kuchh baat karni hai.mene kaha kya baat karni hai batao wo bolne bali thi tab tak uske Papa aa jate hai or wo waha se chali jati. Wo baar baar aati lekin esa koi mokha nhi mila jisase ki wo mujhe batade me bhi soch rha tha ki esi konsi baat hai jo mujhe batane bali hai. Jab wo dopahar me lagbhag 2 baje ke time apne ghar ja rahi thi to usne mera bahut der tak wait kiya me tha nhi kyoki me chhat par tha mujhe bhi achha nhi lag rha tha uske jane se mene use chhat se use dekha uska chehra bahut udas tha.Tab me neeche aaya usase bye kiya usne bhi mujhase bye ki or chali gayi. jab wo apne...
हमारी अधूरी कहानीP1....😘😘😘
- Get link
- X
- Other Apps
Ye kahani hai un do paglo ki jo ek dusre se pyaar karte to bahut the mager bolne se darte the chalo ham batate hai ye kon the Kuchh din pahle ki baat hai ki ek ladka tha wo apne niji jeevan se bahut khush tha use akele rahna bahut pasand tha. achanak us ke pariwar me ek ladki apni chhuttiya bitane ke liye aati hai. jab mene use dekha to me bahut khush hua. kyoki wo dikhane me bahut sunder or cute thi. mene lagbhag 2-3 days usase koi baat nahi ki kyoki meri habbit hai ki jab tak me us ke baare me kuchh jaan n lu ki kesa uska behaviar hai tab tak me baat nahi karta hu. ek din achanak usane mujhse bola aap to mujhse baat bhi nahi karte mene kaha esa kuchh nahi hai.me har kisi se ese hi baat karta hu. Usne kaha oh really mujhe bhi ese hi baat karne baale log jada pasand hai. Bas thodi der tak baat hui or wo chali gai. Ek din me apni chhat par apne kamre me painting bana rha tha to mene wo painting dikhane keliye use bulaya jab mere room me aai or usane wo painting dekhi aap painting to bah...