हमारी अधूरी कहानीP2....😘😘😘
Ek to usase baate karna or dusri cheej jab wo cute si smile karti thi tab esa lagta tha ki wo smile karti rahe or me use dekhta rahu achanak ek din use lene ke liye uske papa ka phone aa jata hai jisase wo bahut khush hoti hai. uske dusre din saturday ko wo aane wale the us din wo bahut udas thi. lekin us din me kuchh kam ki wajah se bahar tha. Jab me aaya to usne mujhe bulaya or kaha mujhe apse kuchh baat karni hai.mene kaha kya baat karni hai batao wo bolne bali thi tab tak uske Papa aa jate hai or wo waha se chali jati. Wo baar baar aati lekin esa koi mokha nhi mila jisase ki wo mujhe batade me bhi soch rha tha ki esi konsi baat hai jo mujhe batane bali hai. Jab wo dopahar me lagbhag 2 baje ke time apne ghar ja rahi thi to usne mera bahut der tak wait kiya me tha nhi kyoki me chhat par tha mujhe bhi achha nhi lag rha tha uske jane se mene use chhat se use dekha uska chehra bahut udas tha.Tab me neeche aaya usase bye kiya usne bhi mujhase bye ki or chali gayi. jab wo apne ghar pahuch gayi. Mujhe bilkul bhi achha nahi lag raha tha. Or mere pass uska koi contact number bhi nhi tha. Fir mujhe yaad aaya kyu na ham uski Di se number le to Idea to achha tha lekin mene socha kahi wo galat nhi Samjhe to mene unse number liya or use call ki to usne call uthai mene apna Name bataya usane kaha apke pass mera number hai. Mene kaha apki Di se liya hai apne achha kiya bahut miss kar rhi thi apko you know us din apko me pata kya batane bali thi kya....no no no..👉 suspense 🤔🤔🤔
Wooooow
ReplyDelete